Kuch umar ki pehli Manzil thi,
Kuch Raste they Anjaan bohat..
Kuch hum bhi pagal Pagal they,
Kuch woh bhi they naadan bohat..
Kuch us ne bhi na Samjhaya,
Yeh Piyar nahi Aasan bohat..
Aakhir hum ne bhi Khail liya,
Jis khail mein they Nuqsaan bohat..
Jab Bikher gaye tab yeh jana,
Aatay hain yahan Toofan bohat..
Ab koi nahi jo Apna ho,
Milne ko to hain Insaan bohat..
Ay kaash wo Wapis aa jaye,
Yeh Dil hai ab Sunsaan bohat...
Kuch Raste they Anjaan bohat..
Kuch hum bhi pagal Pagal they,
Kuch woh bhi they naadan bohat..
Kuch us ne bhi na Samjhaya,
Yeh Piyar nahi Aasan bohat..
Aakhir hum ne bhi Khail liya,
Jis khail mein they Nuqsaan bohat..
Jab Bikher gaye tab yeh jana,
Aatay hain yahan Toofan bohat..
Ab koi nahi jo Apna ho,
Milne ko to hain Insaan bohat..
Ay kaash wo Wapis aa jaye,
Yeh Dil hai ab Sunsaan bohat...
No comments:
Post a Comment